Hiiii....I know aaj tumhre liye chije bahut change ho gayi hai...... Maine khana khayw ya nahi ye tumhra dobara na puchna .... Mai Ghar pahucha ya nahi ye tumhra na puchna shayad is baat ka ishaara hi hai ki tum ab hamse aage bdhna chahte ho .....yaaar Dil lekin ek chance maang raha hai naaaaaaaa....kaise kahu kitna Khali mehsoos kar raha hu main tumhre Bina idhar Ghar aane ka man nahi hai baithne ka man nahi hai kya kruuuuuu main ...............
Comments
Post a Comment